Posts

Showing posts from May, 2020
Mein na janu kashi na janu kaaba, Mere toh sare tirath bas ek shirdi nagri, Jha rahe mere sai baba
Sai Sai pukarti firu, Har gali daware pe, Mere sai baith dekhe musukrurate, Mandir ke band darwazo se
Jab bhi yeh dil ghabraya hai Mujhe mera sai yad aya hai Jab bhi ayi koi musibat mujhpar Mujhe toh bas ek sai naam ne bachya hai
Sai pal pal sath nibhate hai, Agar ho vishwas toh har bigdi  bnate hai, Kar dete hai har mushkil asaan woh, Guru ban sahi rah dikhate hai
Sai Sai naam japo dukh ki ghadi guzar jyegi, Hei asar sai naam mei aisa, Kaisi bhi musibat bhakto  ka  kuch na bigad payegi
Sai aayi yeh kaisi ghadi hai na tumse mil paye na koi pass hai Aa jao zindagi ke in Palo mei bas ek tumse hi sab aas bandhi hai
Sai ke darwaze bhi band hai Koi hume bataye hum kha jaye Is mahamari se bacha lo sai mere Kahi aisa na ho tumse milne se pehle yeh ankhe hi band ho jaye